mujh se pehli si mohabbat meri mehboob na maang.
maine samjha tha ki tu hai to darakhshaan hai hayaat,
tera gham hai to gham-e-dahar ka jhagdaa kya hai,
teri surat se hai aalam mein bahaaron ko sabaat,
teri aankhon ke siva duniya mein rakkha kya hai,
tu jo mil jaaye to taqdeer nigun ho jaaye
yun na tha maine fakat chaahaa tha yun ho jaaye
aur bhi dukh hai zamaane mein mohabbat ke siva
raahatein aur bhi hai vasl ki raahat ke siva.
mujh se pehli si mohabbat meri mehboob na maang.
- Faiz Ahmed Faiz
with apologies to those who don't understand Urdu/Hindi
that's it for now...ciao, adios, au revoir...and remember...to be born again first you must die
~me
No comments:
Post a Comment