Naseeb aazmaane ke din aa rahe hain.
Qareeb un ke aane ke din aa rahe hain.
Sabah phir hamein poochhti phir rahi hai.
Sabah phir hamein poochhti phir rahi hai.
Chaman ko sajaane ke din aa rahe hain.
Chalo Faiz, phir se kahin dil lagaayein.
Chalo Faiz, phir se kahin dil lagaayein.
Sunaa hai thikaane ke din aa rahe hain.
2 comments:
Wnderful verses. Would look great in Hindi or Urdu script though.
agreed...I usually try and write them out in Urdu, but didn't have time to check spelling for some things - hence the english/roman
Post a Comment